Atul’s Song A Day- A choice collection of Hindi Film & Non-Film Songs

Nigaahen kyaa wo jo dekhen darr darr ke

Posted on: November 2, 2011


This article is written by Sudhir, a fellow enthusiast of Hindi movie music and a regular contributor to this blog.

Reviving a wonderful qawwaali from one of those not so well known films, and yet a gem of a composition and a fabulous presentation. The film is Mujrim Kaun Khooni Kaun (1965). It is a social drama produced under the banner of Pratima Pictures, Bombay and it is directed by Ramneek Vaidya. The star cast includes Jairaj, Indira aka Indira Billi, Heeralal, Sapru, Shammi, Bela Bose, Asit Sen, Raj Mehra, Brahm Bhardwaj, Gopal Sehgal, Shyam Kumar, V Gopal, Mirza Musharraf, Sherry etc. The lyrics for this film are written by three poets viz., Anjum Jaipuri, Akhtar Romani and Naqsh Lyallpuri. This particular qawwaali is written by Akhtar Romani. The music composition is by Baabul – another one of the unsung talents that have produced absolutely A class music, but never really got their due recognition in the industry.

The qawaali is one more of the ‘baitbaazi’ type, and there are two teams that are trying to outdo each other. The theme of most of such competitive qawwaalis is of course love, and the standoff between the male and female protagonists on some specific topic related to love. So is the case in this qawwali also, wherein the two teams are trying to establish the superiority of their side.

The singing voices are of Jaani Babu Qawwaal and Shamshad Begum. However, I believe that there is a second voice on both sides, which I have not been able to identify specifically. The gentleman’s team is led by Jaani Babu Qawwaal himself. On the ladies side, I believe the singer on he left is Nasrin. And I cannot identify the second actress in the ladies team. I would request our readers to help with specific identifications, of the additional singers.

There is a number of familiar faces visible in the audience. One can readily make out Jairaj, and the lady sitting with him is Indira Billi. Others in the audience identifiable are Sapru, Raj Mehra, Shyam Kumar

So here is a comparatively obscure, but yet a very lively and very thought provoking qawwaali for your listening pleasure. Enjoy.
nigaahe kyaa wo jo dekhen ye jalweh darr darr ke
ke ye jeenaa bhi kyaa jeenaa ke jiyen mar mar ke

Woe to the glances that espy the splendor (of beautiful ladies) with fear and trepidation
Woe to such a living, that one dies a thousand deaths every day

chaley to aaye mehfil mein bahaanaa kar kar ke
na hogi baat utthengey aahen bhar bhar ke

Who are these uninvited people in the gathering
They will not be able to say anything, but heave a sigh and

sitamgar le kar kitney, na jaane aaye fitney
koi ye naaz dekhe, zaraa andaaz dekhe
nigaahen kaafiraanaa adaayen qaatilaanaa
niraali baaten in ki anokhi ghaaten in ki

These perpetrators of injustice are here with many more mischief up their sleeves
Just see their vanity, and their panache
Disloyalty drips from their eyes, and their charms are villainous
Strange are the things they say, and strange are the traps they lay

hamaaraa chain le kar, hamen dikhlaayen tewar
magar ye jalwe saare, bhatakte maare maare
jo hum na maan letey, to ye khud jaan letey
ke in kaa mol kyaa hai, badaa ye bol kyaa hai
na hotey phir fasaane ye, jahaan mein ghar ghar ke

They have taken away our peace of mind, and yet we are the ones to get the blame
But all this charm and grace, would be lost walking the streets
Be thankful that we acknowledge (your beauty), else you would have known its true value
I don’t speak with arrogance, but I know the true value
If you would know too, then these troubles in every home would not have been

bade dildaar ban ke, ye jo baitthe hain tan ke
zamaanaa jaantaa hai, inhey pehchaantaa hai
ye matlab ke hain bande, garaz ke daalen phande
hai jhootthi in ki yaari, dikhaawe ki dildaaree

Them, who are sitting with arrogance, claiming to be the winners of hearts
The world knows them, in their true colors
They are friends for a reason, and appear gracious for they need something
Their friendship is a fake, it is just a pretense of magnanimity

ke ye khud pe martey hain, usey rusvaa kartey hain
badey hoshiyaar hain ye, badey ayyaar hain ye
wafaa ka dum bhartey hain, badee baaten kartey hain
haqeeqat se begaaney, ye kyaa jaaney anjaaney
milegaa kyaa inhey ke ye, sawwaali dar dar ke

They are only concerned about self, and they defame us
They are cunning and shrewd, and seem to be friends
But believe me, they are not
They are far removed from reality, what would they know
They are the beggars of many a door, what can they hope to receive

jisey ilzaam denaa, usi kaa naam lenaa
haseeno ki adaa hai, adaa bhi haaye kyaa hai
karen ye dil ki chori, aur us pe seena zori
kahen to kyaa kahen hum, hai behtar chup rahen hum

On one hand, they would blame, and in the same breath they praise
These are the wiles and machinations of the beautiful ones
They will steal the heart, and then in turn bully the victims
Oh what more can we say, it is better to hold one’s peace

ye jo ik baat kee hai, samajhdaari yehi hai
shikaayat khaam-khaan ki, nahin hoti hai achhee
lagaavat se kyaa haasil, banaavat se kyaa haasil
alag manzil hamaari, judaa raahen tumhaari

Ah, this is the first sensible thing you have said this evening
It is not good to raise a mountain of unnecessary complaints
Nothing will come from pretensions, and false friendships
Our ways, our destinations are separate

mohabbat aur badhti hai, dilon mein lad lad ke

The lover’s squabbles make the hearts grow fonder, and love stronger

(Audio video not available on Youtube – This is other site audio mp3 song)
Audio – Mp3 Link
Click Here – Nigaahen Wo Kya Jo Dekhen Darr Darr Ke.mp3

Song-Nigaahen Wo Kya Jo Dekhen Darr Darr Ke (Mujrim Kaun Khooni Kaun)(1965) Singers-Jaani Babu,Male singer 2, Shamshad Begam,Female singer 2, Lyrics-Akhtar Romani, MD-Babul
male chorus=Green, female chorus=Orange, Male chorus + Female chorus = Light steel blue

Lyrics

nigaahe kyaa wo jo dekhen
ye jalweh darr darr ke
nigaahe kyaa wo jo dekhen
ye jalweh darr darr ke

ke wo jeenaa bhi kyaa jeenaa
ke jiyen mar mar ke
ke wo jeenaa bhi kyaa jeenaa
ke jiyen mar mar ke

ke jiyen mar mar ke
haaaa aaaaaaa aaaaaaa
aaaaaaaaa aaaaaaa

chaley to aaye mehfil mein
bahaanaa kar kar ke

chaley to aaye mehfil mein
bahaanaa kar kar ke

na hogi baat jab uthhengey
aahen bhar bhar ke

na hogi baat jab uthhengey
aahen bhar bhar ke

hooo aahen bhar bhar ke

sitamgar le kar kitney
na jaane aaye fitney
koi ye naaz dekhe
o ho zaraa andaaz dekhe
nigaahen kaafiraanaa haaye
adaayen qaatilaanaa
niraali baaten in ki
anokhi ghaaten in ki

haaye hamaaraa chain le kar
hamen dikhlaayen tewar
magar ye jalwe saare
bhatakte maare maare
jo hum na maan letey haaye
to ye khud jaan letey

ke in kaa mol kyaa hai haaye
badaa ye bol kyaa hai
ke in kaa mol kyaa hai
badaa ye bol kyaa hai

na hotey phir fasaane ye
jahaan mein ghar ghar ke
jahaan mein ghar ghar ke
na hotey phir fasaane ye
jahaan mein ghar ghar ke

na hogi baat jab uthhengey
aahen bhar bhar ke

hoo aahen bhar bhar ke

bade dildaar ban ke
ye jo baitthe hain tan ke
zamaanaa jaantaa hai
inhey pehchaantaa hai

oooooo
ye matlab ke hain bande
garaz ke daalen phande

(shabaash)
hai jhootthi in ki yaari
dikhaawe ki dildaaree

ke ye khud pe martey hain
usey rusvaa kartey hain

(waah waah)
badey hoshiyaar hain ye
badey ayyaar hain ye

wafaa ka dum bhartey hain
badee baaten kartey hain

wafaa ka dum bhartey hain
badee baaten kartey hain

haqeeqat se begaaney
ye kyaa jaaney anjaaney

(jeeyo)
haqeeqat se begaaney
ye kyaa jaaney anjaaney

milegaa kyaa inhey ke ye
sawwaali dar dar ke

sawwaali dar dar ke
milegaa kyaa inhey ke ye
sawwaali dar dar ke

nigaahe kyaa wo jo dekhen
ye jalweh darr darr ke

ye jalweh darr darr ke

jisey ilzaam denaa
usi kaa naam lenaa
haseeno ki adaa hai haay
adaa bhi haaye kyaa hai
karen ye dil ki chori
aur us pe seena zori

karen ye dil ki chori
aur us pe seena zori

kahen to kyaa kahen hum
hai behtar chup rahen hum
ye jo ik baat kee hai
samajhdaari yehi hai

(achhaa)
shikaayat khaam-khaan ki
nahin hoti hai achhee

lagaavat se kyaa haasil
banaavat se kyaa haasil
alag manzil hamaari
judaa raahen tumhaari

alag manzil hamaari
judaa raahen tumhaari
mohabbat aur badhti hai
dilon mein lad lad ke

dilon mein lad lad ke
mohabbat aur badhti hai
dilon mein lad lad ke
mohabbat aur badhti hai
dilon mein lad lad ke

nigaahe kyaa wo jo dekhen

2 Responses to "Nigaahen kyaa wo jo dekhen darr darr ke"

Sudhir bhai

I don`t know who Nasrin is, But the main actress who lip syncs for the song(not the lady with feathered cap, but the other one with zaree pallu on her head-3:29 to 3:35)looks like ARUNA.

I have seen ARUNA lip syncing and dancing for the song from Yash chopra`s DAAG(1973)(with padma khanna)”Ni main yaar manaanaani chaahe log boliya bole”

I have also seen her in Bombai ka baabu(1960)dance song “Dekhne mein bhola hai, dil ka salauna”(She is one of the dancers alongwith suchitra sen, bela bose)

Further I have seen her also in Paraya dhan(1971)dancing song “Holi re holi, rangon ki toli,mukh na chhupaa raani saamne aa..ahh haayre
(manaadey,asha bhosle-picturised on chinoo,omprakash,jayashree.t,Balraj sahni,jayashree.t. and the above mentioned ARUNA)

And one gentleman sitting on the sofa is Mohan sherry or Sherry(You know him, You have identified him in your post regarding Qawwali from Do Khiladi)

and the old gentleman(with cap) with round spectacles sitting with shyam kumar must be Mirza Musharraf

Like

But here comes another confusion for me, a few days back, I have identified with the help of IMDB.com, another ARUNA, who appears as a main dancer in Rajkapoor`s “Anari”(1959)song “Sab kuchch seekha maine, na seekhi hoshiyaari”.

This Aruna(ANAARI) has been identified by IMDB as ARUNA(1)
and
this ARUNA appearing in the qawwali,daag,parayadhan) has been identified as ARUNA(2)

Anyone is interested in this?????????

Like

Leave a comment

This site uses Akismet to reduce spam. Learn how your comment data is processed.

What is this blog all about

This blog discusses Bollywood songs of yesteryears. Every song has a brief description, followed by a video link, and complete lyrics of the song.

This is a labour of love, where “new” songs are added every day, and that has been the case for over FIFTEEN years. This blog has over 18300 song posts by now.

This blog is active and online for over 5000 days since its beginning on 19 july 2008.

Important Announcement

(© 2008 - 2024) atulsongaday.me The content of this site is copyrighted and it may not be reproduced elsewhere without prior consent from the site/ author of the content.

Total number of songs posts discussed

18306

Number of movies covered in the blog

Movies with all their songs covered =1411
Total Number of movies covered=4951

Total visits so far

  • 16,474,200 hits

Enter your email address to subscribe to this blog and receive notifications of new posts by email.

Join 2,005 other subscribers

Bookmark

Bookmark and Share

Category of songs

Current Visitors

Historical dates

Blog Start date: 19 july 2008

Active for more than 5000 days.

Archives

Stumble

visitors whereabouts

blogadda

blogcatalog

Music Blogs - BlogCatalog Blog Directory