Atul’s Song A Day- A choice collection of Hindi Film & Non-Film Songs

Ek chaand ka tukdaa ek phool sa mukhdaa

Posted on: January 21, 2011


“Heer” (1956) is a by now forgotten movie. This movie had Pradeep Kumar and Nutan in lead roles.

Here is a song from this movie. This song is sung by Hemant Kumar. It is picturised on Prtadeep Kumar and Nutan. Majrooh Sultanpuri is the lyricist and Anil Biswas is the music director.

Here is this forgotten gem from a forgotten movie.


Song-Ek chaand ka tukda ek phool sa mukhdaa (Heer) (1956) Singer-Hemant Kumar, Lyrics-Majrooh Sultanpuri, MD-Anil Biswas

Lyrics

main to Heer kaa hoon deewaanaa
ho ho ho
ho ho ho
ho ho ho
ho ho
main to Heer kaa hoon deewaanaa

ek chaand kaa tukdaa
ek phool saa mukhdaa
ek chaand kaa tukdaa
phool saa mukhdaa
baat haseen
usko sitaaron
tumne kahin dekhaa to nahin
chaand kaa tukdaa
ek phool saa mukhdaa
ek chaand kaa tukdaa
phool saa mukhdaa baat haseen
usko sitaaron
tumne kahin dekhaa to nahin
chaand kaa tukdaa

ho ho ho
ho ho ho
ho ho ho
naam uskaa sunaa hai jab se
dil poochh rahaa hai sab se
naam uskaa sunaa hai jab se
dil poochh rahaa hai sab se
bas ek jhalak mil jaaye
pyaasi hain nigaahen kab se
bas ek jhalak mil jaaye
pyaasi hain nigaahen kab se
ab kuchh to bataao
gum hai kahaan wo pardaanasheen
usko sitaaron
tumne kahin dekhaa to nahin
chaand kaa tukdaa
ek phool saa mukhdaa
ek chaand kaa tukdaa
phool saa mukhdaa baat haseen
usko sitaaron
tumne kahin dekhaa to nahin
chaand kaa tukdaa

ho ho ho
ho ho ho
ho ho ho
sun kar us kaa afsaanaa
ik main hi nahin deewaanaa
sun kar us kaa afsaanaa
ik main hi nahin deewaanaa
kahte hain ke us mukhde kaa
aayinaa bhi hai parwaanaa
kahte hain ke us mukhde kaa
aayinaa bhi hai parwaanaa
haay gul se nikharti banti sanvarti hogi kahin
usko sitaaron tumne kahin dekhaa to nahin
chaand kaa tukdaa
ek phool saa mukhdaa
ek chaand kaa tukdaa
phool saa mukhdaa baat haseen
usko sitaaron tumne kahin dekhaa to nahin
chaand kaa tukdaa

1 Response to "Ek chaand ka tukdaa ek phool sa mukhdaa"

Here is the video with the third stanza-

ho ho ho
ho ho ho
ho ho ho
dekha to nain hai phir bhi
martaa hoon usi qaatil par
dekha to nain hai phir bhi
martaa hoon usi qaatil par
wo paaon kahin rakhati ho
padtaa hai hamaare dil par
wo paaon
wo paaon kahin rakhati ho
padtaa hai hamaare dil par
hai door nazar se phir bhi
ye dil se door nahin
usko sitaaron
tumne kahin dekhaa to nahin
chaand kaa tukdaa
ek phool saa mukhdaa
ek chaand kaa tukdaa
phool saa mukhdaa baat haseen
usko sitaaron
tumne kahin dekhaa to nahin
chaand kaa tukdaa

Like

Leave a comment

This site uses Akismet to reduce spam. Learn how your comment data is processed.

What is this blog all about

This blog discusses Bollywood songs of yesteryears. Every song has a brief description, followed by a video link, and complete lyrics of the song.

This is a labour of love, where “new” songs are added every day, and that has been the case for over FIFTEEN years. This blog has over 18300 song posts by now.

This blog is active and online for over 5000 days since its beginning on 19 july 2008.

Important Announcement

(© 2008 - 2024) atulsongaday.me The content of this site is copyrighted and it may not be reproduced elsewhere without prior consent from the site/ author of the content.

Total number of songs posts discussed

18306

Number of movies covered in the blog

Movies with all their songs covered =1411
Total Number of movies covered=4951

Total visits so far

  • 16,472,969 hits

Enter your email address to subscribe to this blog and receive notifications of new posts by email.

Join 2,005 other subscribers

Bookmark

Bookmark and Share

Category of songs

Current Visitors

Historical dates

Blog Start date: 19 july 2008

Active for more than 5000 days.

Archives

Stumble

visitors whereabouts

blogadda

blogcatalog

Music Blogs - BlogCatalog Blog Directory